Kisi apne ki talash mei khud ko kho baitha hun...
uske intezaar mei khud ko bhula baitha hun.
tamanna paas aney ki thi toh dooriyan badha baitha hun...
aaj maine apne aap se he hatash baitha hun.
Pyar ko pana toh jaise gunaah ho gya hai..
khwab mei bhi usko dekhan khwab sa ho gya hai.
wo kabhi aise door hoga ye kabhi socha na tha..
apni jindagi mei main is kadar tarsunga ye kabhi socha na tha...
No comments:
Post a Comment